shahrukh khan - yeh mera dil Don

Fecha de Publicación: Hace 1 decadas
Artísta: shahrukh khan

Valorar:

0.00/5 en votos

Letra 'yeh mera dil Don'

Yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,
aata hain mujhko pyaar main chaljaane,
mushkil hain pyaare tera bachke jaane

yeh mera dil pyaar ka deewana,
yeh mera dil pyaar ka deewana,

Dil woh jaahe jise, jaahe jise use paaya
pyaar woh yaar ke joh naam pe hin mitjaye-2
jaane kyun badle main, jaan loon nazrana

yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,

pal pal ek har chal, dil main ek tufaan hain,
aane ko hain woh manzil jis ka mujhe armaan hain,-2
bhool ka na tujhe dil ka yeh nagrana

yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,
aata hain mujhko pyaar main chaljaane,
mushkil hain pyaare tera bachke jaane,

yeh mera dil pyaar ka deewana,
deewana deewana pyaar ka parwana,