Udit Narayan, Abhijeet - Suniye To Rukiye To

Fecha de Publicación: Hace 9 años
Artísta: Udit Narayan, Abhijeet

Valorar:

0.00/5 en votos

Letra 'Suniye To Rukiye To'

Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To
Aisi Kya Jaldi Jaane Ki
Deewana Hoon Maana
Suniye Deewane Ki

Suniye To Rukiye To
Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To
Aisi Kya Jaldi Jaane Ki
Deewana Hoon Maana
Suniye Deewane Ki

Ye Shaam Ka Dilkash Manzar
Ye Saahil Aur Samandar
Kehte Hain Aap Na Jaayein
Hum Par Ye Karam Farmayein
Ye Shaam Ka Dilkash Manzar
Ye Saahil Aur Samandar
Kehte Hain Aap Na Jaayein
Hum Par Ye Karam Farmayein
Suniye To
Kehti Hain Balkhati Lehrein
Aap Zara Kuchh Der to Thehrein

Suniye To Rukiye To
Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To
Aisi Kya Jaldi Jaane Ki
Deewana Hoon Maana
Suniye Deewane Ki

Ithlaati Shokh Havayein Bheegi Rangeen Fizayein
Jo Aapko Dekhe Jaaye To Seekhe Aur Adayein
Ithlaati Shokh Havayein Bheegi Rangeen Fizayein
Jo Aapko Dekhe Jaaye To Seekhe Aur Adayein
Suniye To
Ye Zulfein Jo Dekhe Badal
Saare Baras Barse Vo Baadal

Hey Suniye To Rukiye To
Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To
Aisi Kya Jaldi Jaane Ki
Deewana Hoon Maana
Suniye Deewane Ki

Hey Suniye To Rukiye To
Haan Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To
Aisi Kya Jaldi Jaane Ki
Deewana Hoon Maana
Suniye Deewane